Mera Sawaal........

Kya yeh khwaab bhi kabhi sach hote hai ??
Kya dekhe gaye pal bhi haqeeqat hote hai ??

Kya unn lamhon ko hum jee paate hai ??
Kyun woh ehsaas dil mein samate hai ??

Aaj sawaal main tum sab se karti hoon
Yeh Khwaab kyun humein kuch keh jaate hai ??

Comments

Popular Posts